Thursday, March 13, 2008

आपने

Hamara har lamha chura liya aapne,

aankhon ko ik chand dikha diya aapne

Hamein zindagi to di kisi aur ne,

par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne।

No comments: